💝sister special kadhi hasnar aahe kadhi radnar ahe alight motion editing || gk creation in Marathi

💝sister special kadhi hasnar aahe kadhi radnar ahe alight motion editing || gk creation in Marathi



firends swogat hai aap sabhika hamare is youtube channel mai to firends mai aapko photo edit karna shikane wala hu is liye hamara youtube video our hai blog pura padna hoga to firends mai aaj aapko Picart app mai aapko photo edit karna shikane wala hu aabhi aapko pahile Picart app ko downlod karna hoga app downlod karne ke liye aapko aapke mobile me play store app open karna hoga our vaha search karna hoga picart our aapko Picart app dikh jayga us app par click karke aapko us app ko install kar lena hai to firends aabhi app ko install karne ke bad aapko app open kar lena hai

 

STAPE 1
app open karne ke baad aapko aapka konsa hi ek photo select kar lena hai our aapka photo us app mai open ho jayega fir uddar aapko bhaut sare option dikhai denge to aabhi aapko aapka photo ka background remove karna hai background remove karne ke liye udder aapko ( Cutout ) ek option dikhai dega us par aapko click karna hai our uske baad aapko vaha niche kainchi jesa icon dikhai dega us par click karna hai our aapka photo ho automatic detect kar lega fir aapko upper save ka icon dikhai dega us par click karna hai our aapka photo ka background cut ho jayega

 

STAPE 2
aab aapko ( add photo ) ke option par click karna hai our waga se aapko ek aapka man pasindida background selecte karna hai fir aapko vaha par aapka photo prafect size me karke laga lena hai fir aapko us photo ko uper save ka icon dikhai dega uspar click karke save kar lena hai

   BEAT MARK

STAPE 3

fir aapko ( effects ) ke option me jana hai our vaha par bahut achhe achhe effect milenge to aapko sabhi effects laga kar dekhna hai aapke photo par our jo bhi effact accha lage uspar click kar lenga hai our dhar aapko bahut adjestment ka option milenge fir aapko us option par click karna hai us ke baad aapko us effact ko save kar lena hai turan kiv ki aapne back batton daba diya galtise to aapko sabhi effact dubara lagake dekhane honge is liye aapko turnt effect save kar lena hai

STAPE 4
uske bad aapko tools ke option me jana hai pahile aapko Crop me ja ke aapka photo corp kar lena hai photo ko crop karne ke bad aapko adjust me jana hai fir aapko pehele brightnes ko badana hai thoda aapke photo par achha lage utna hi us ke baad aapko contrast me jana hai our aapko contrast ko bhi bada lena hai thoda fir aapko saturation ke option me jana hai our aapke photo par saturation jyada hoga to kam kar lena hai our agar kam hoga to saturation bada lena hai itna kam karna hai aapko stape 4 mai

 

STAPE 5
aap aapko Beautify option me jana hai our aapko vaha bhahut option dikhenge aapko pehele face fix option me jana hai our vaha se aapko aapka face fix kar lena hai ous ke baad skin tone me jana hai our vaha se aapko aapke chehare kel liye achha sa colur select kr lena hai kiv ki aapka chehara gora our bhahut accha dikhe ga us ke baad aapko hair color me ja ke aapke baalo ke liye aagar aapko color change karna hoga to vaha se kar sakte ho our us ke baad vaha par bhahut option dikhenge aapko aagar kuch our karna hoga to kar lena yehi stape 5 mai karna hai

 

STAPE 6
is ke baad aapko Text option me jana hai usake baad aapke saam aapla kipyad aa jayega or aapko apka text add kar lena hai or uske baad aapko aapka text aapko aapaka text sahi locastion pe add kar lena hai orsige kam zada kar lena or usake baad aapke samne color kaa opstin aahye ga or aapko aapna pasand kaa collor add kar lena hai or aapko apna collor add karne ke badd aapko highlight kaa option hai aap usase bregraun dark kar sakte hai or usake sath samaane font kaa bhi opstion hai aap apne text ko or bhi acha font lagakar style se dikha sakte hai spacing kaa bhi option hai or app us option se aapne text option ko thoda spess de sakte hai

   SHAKE EFFECT

STAPE 7
ab aapko Border wale option me jana hai fir aapko vaha pe outer , inner , padius yese tin option dikhenge fir aapko Ourte option ko pura kam kar lena hai us ke baad aapko inner option par click karna hai our aapko vaha 3 tak us option ko kam kar lena hai our us ke baad aapko radius option ko jesa hai vaisahi rhane dena hai fir aapke photo par border lag jayga us ke baad bhi aapko broder ko customise karna chahate hai to our bhi customice kar sake ho us ke baad aapko photo save kar lena hai ye hi aapko stape 7 me karna hai

 

STAPE 8

us ke baad aapko Brushes ke option me jana hai fir vaha par aapko internet ki jarurat padegi to pehele internet data on kar lena fir waha par aapko bahut achhe achhe effect dikhai denge aapko vaha se jo achha effact hoga to ho effect ko select kar lena hai fir aap us effect par click kar ke aapka aapke photo ke uppar kaha bhi laga sakte hai to aapko jaha par effect lagana hoga vaha par laga lena fir aapko save kar lena hai fir aapka photo reday ho jaye ga yehi stape 8 me karna hai

 

Us ke bad aapka photo ban kar reday ho jaye ga our bahut option hai udder aapko un ko bhi use kar sakte ho maine jo jo option aapko bataye hai vahi option jyada importnt hai aapka photo edit karne ke liye our baki option aap us kar ke dekhane maine aapko aaj 8 picart option ke bare me bata hai our kaise use karna hai ho bhi shikaya hai aagar aapko mera hai blog pasand aaya hoga to ek camments jarur karna our to aab milege hamare aagale post me website yaad rakhna ok to aap milenge aagle post mai our firends aapko kuch bhi problem aata hai editing karte samay to aap jarur mujhe msg karna instagram par links sabhi niche diye hai

   ALL MATERIAL

Post a Comment

Previous Post Next Post